Bharat k Intiha pasand Log apy se bahir hogay.Bharat ki intiha Pasand tanzeem Mahashtra Nonarman ny Pakistani Fanqaro ko 48 ghanto main Bharat chorny ki dhamki di hai.
Tafseelat k mutabiq Tanzeem k rukan ny Pakistani Fanqaooo ko khat likhy hain k agr 48 ghnto main Bharat sy nhi nhi nikly to Nitaij k zimadar wo khud hongy.unho ne yeh bhi kaha k agr Pakistani Fanqaar khud na nikly to Party khud unko nikal Bahir kry gi bharat se.Pakistan k namwoor fanqaroo main FAWAD KHAN, MAHIRA KHAN ,ALI zAFAR shamil hain jin ko dhamki bhary khatoot mily hain.

0 comments :
Post a Comment